Paytm ek chor company banayi gayi hai. Jisme mujhe 15000rs ka chuna lagaya gaya aur koi cash back bhi nahi diya gaya. Aap logo se guzarish hai ki aap kabhi bhi paytm se mahenga ( costly) product na mangwayein. Warna paytm iska koi responsibility nahi leta.. Baaki aap log jaisa thik samjhe....